Best 5
Useful Websites for New Bloggers
Hello Friends Aaj ke is Article Mai aapko 5 website ke
bare me batane vala hu jo ki apke blog post karne mai aur lekhne Mai madad
milegi. To Ise blog ko Pura padh Lena or koi bhi daute ho to comment box me kar
dena.
To Aaj ke es samye Me aap sabko pata hai ki blogging se
paisa kamana sabse aasan tarika hai. Aap Ghar baithe Paisa Kama sakte ho aur
blogging karne ke liye aapko bahut sari mehnat bhi karni padati hai bahut sara
aapko topic search karne padte hai bahut sari information aapko pata honi
chahie friends tabhi aap blog ko likh
sakte. Blogger pe post likhne ke liye kisi na kisi website ka use karna padta
hai or Jo muje pata hai un website 5 website ke bare me mai batane vala hu ki
apko blog ya post likhne Mai madad mil jye.
5
Most Useful Websites For New Bloggers
SEO
CHEKER
SEO CHEKER Website ye website sab blogger ko use karni
chahiye agar aab ye use nahi krte to aapke website per Jada traffic kabhi nahi
ayegi. Ye website Mai aap kisi Bhai website ka pa, spam score, baclink, Alexa
ranking etc free dekh sakte ho. Is website Mai aap sabhi feature free Mai use
kar sakte ho. Is website aur apne competitor se rank karne ke liye jabardast
hai. Is website se sahi use karke apne website ko rank kar sakte ho. Aur dusre
ki website ka review karkar unse bhaut aage ja sakte ho. Ye website bhaut hi
useful hai apke blogging ke liye, Friends ye website aap jarur use kariye.
VOICE
DICTATION
Blogging ke liye Voice Dictation website sabse Jada Kam
ki hai. Agar aap blog likh rahe ho aur jis topic ke upper apko blog likhna hai
uski information apko pta hai. To ise website ke upper jaker mic per click kar
type kar sakte ho. Aapko koi bhi likhne ki jarurat nahi padegi. Or Jo bhi aap
bolenge friends yeah website automatically sab type karke dedegi, or is website
ki khasiyat hai ki aapko Jo language Mai type karna hai oh language Mai type
karke de degi, yeah website aapko sabse jayada Kam ayegi or es website ko Mai
khud use karta hu. Aapko kaise lagi yeah website mujhe jarur batadena.
PIXABAY
Blogger ke liye pixabay website sabse Jada important hai,
ye website sirf blogger hi nahi use karta, yeah website bhaut sare YouTuber bhi
use karte hai quki es website per copyright free contain rahata he Jo ki aapko
kahi per Bhi use kar sakte ho. es
website Mai apko logo banane ke liye free image milenge or jis bhi size Mai ya
resolution chahte ho use resolution Me aap hd Mai copyright free blogging or
youtbe ke liye use kar sakte ho.
5 Useful Websites for New Bloggers, Writing Post
SMALL
SEO TOOLS
Small Seo Tools ye bhi website apke bahut kam ki hai. Ye
website bhi sab blogger ko use karni chahiye quki isme bhaut sare SEO tool hai
jo ki Hume hamare blog Mai use karne chahiye. Is website Mai aapko plagiarism
checker, Grammer checker, SEO checker, Artical Rewriter, word counter jaise
bhaut sare tool apke blogging ko improve kar sakte hai apko likhne ky liye asan
kar sakte hai or aap apni blog ki rank badha sakti hai yese bhaut sare Kam kar
sakte hai yeh website isme Jo ek tool hai plagiarism checker apke post ko 100%
unique bana sakte ye sare tool apke Bhaut Kam aaenge to is website ko jarur use
karna apne blog ke liye friends.
YOUTUBE
Youtube ek aisa platform hogya hai ki humare sare
questions ka answer YouTube dedeta hai Hume kabhi Kuch nahi pata hota to sabse
pahle YouTube per search karte hai quki Hume pata hai ki Jo bhi chees ka
information chaiye vo Hume miljati hai. or humare blogging ke liye bhi YouTube
sabse badiya hai. quki jis bhi topic ke upper hum blog likhna chahte hai use
topic ki information hum YouTube se le sakte hai. Jo ki hum google par kar ke
bhi Le sakte hai per google per jo
information lenge isase humare blog Mai plagiarism aa sakta hai. YouTube is
best platform getting ideas and writing blog post or her ek blogger YouTube se
sikh kar hi blogging ke upper work kar rahe hai Isilye apko koi article likhne
Mai problem aati hai to youtube per search kar lena.
I hope u understand the article aur is mai bhi aapko koi
samj Mai nahi Aya to plz comment karna Aur aapko konsi website sabse favorite
lagi muze comment jarur karna..
0 Comments